How #islamic #sabaq #deen #ka can Save You Time, Stress, and Money.

बेकार प्रथाओं को अपनाकर हम इस्लाम की बदनामी का कारण बन रहे हैं!

पुर्व महासचिव ऑल इंडिया पर्सनल लॉ बोर्ड

آل انڈیا مسلم پرسنل لا بورڈ کے پیغامات, اعلانات ,اکابر علماء کےبیانات, اصلاحی مضامین و مقالات, بورڈ کی اہم شخصیات پر لکھے گئے مضامین حاصل کرنے اور ہنگامی مسائل سے متعلق بورڈ کا موقف جاننے, نیز بورڈ کی موجودہ سرگرمیوں سے باخبر رہنے کے لئے بورڈ کے آفیشیئل فیس بک پیج کو لائک کریں:

CPS shares spiritual wisdom to connect men and women for their Creator to discover the art of existence administration and rationally discover answers to questions pertaining to lifetime and its objective. Subscribe to our newsletters.

Hindustan ka dastur mulk ke bade danishwaron ka banaya huwa hai, aur is mulk ke mukhtalif firqon ki riaayat rakhi gayi hai, ye dastur apne umumi qawaneen par amal paira hone ke saath apne apne mazhabi ehkaam par amal karne ki ijazat deta hai, aur yaha par zimmedaran e Hukumat is dastur ki ijazat ke paband hain, lekin humare mazhabi qawaneen par amal karne ki fikar aur is ko zaruri samajhna aslan khud Hamari bhi zimmedari hai, aur is silsile mein hum par aa’id zimmedari do pehlu rakhti hai, ek to ye ke hum sab musalman apni zindagiyon mein khud apne mazhabi ehkaam yani islami Shariat per amal karne ka aihtemam rakhen, aur dusre ye ke agar bahar se Isme koi rakhna dala jaye ya is mein tagaiyyur ka mutalba hoto hum mulk ke dastur mein mili huwi ijazat ke hawale se is ka muqabla karen, is silsile mein mulk ke jamhuri aur dasturi hone ki Bina par Humari jiddo-johed Jamhuriyat aur dastur ke mutabik hogi aur is tarha par hum pur_aman tariqe se is rukawat ko door kar sakte hain.

Insan ki zaati zindagi ke aamal-w-atwar us ke zehni fikar-w-khayal ke mutabik hote hain, agar, Humari zaati zindagi mein islami ehkaam par amal zahir nahi ho raha hai, to is ka matlab liya jayega ke humari fikar-w-khayal amal se khali hain, iske liye khana mardum shumari mein ya aam bol chal mein naam ka istemal kafi nahi, jab tak kaam amali taur par is ke mutabik na hon, baaz logon ka naam muttaqi, baaz ka naam aabid aur zahid hota hai, isse ye sabit nahi hota, ke muttaqi ke naam se mausoom shakhs waqai muttaqi aur aabid naam wala waqai ibadat guzar hai ya zahid ke naam se pukare jane wala shakhs mein zahid ki sifat hai, lehaza musalman sirf naam ka nahi hota, balke use islam ke nuqta e nazar aur amal ka hamil hona bhi zaruri hai.

अल्लाह ने हमें जिन ने’मतों से नवाजा है, उनमें सबसे बड़ी ने’मत यह है कि उसने हमें मुसलमान बनाया है, हमें अल्लाह तआला की म’आरेफत अता की गयी है। हमें इस कायेनात के खालिक व मालिक और इसके परवरदिगार से तअल्लुक का एजाज बख्शा गया है। हमारा सर एक ऐसी जात के सामने झुकता है, जिसके हुक्म से ने’मतें हासिल होती हैं, और मुसीबतों से नजात मिलती है। हमारी जबीने बंदगी को यह एजाज हासिल है कि यह दुनिया की किसी भी मखलूक के सामने नहीं झुकती। हमारे पास अल्लाह की भेजी हुई शरीयत एक नुक्ता की तब्दीली के बगैर मौजूद है, इसी की रौशनी में हमें जिंदगी का सफर करना है, और यह ऐसा कानून है जो इंसानी जरूरतों और मसलेहतों से पूरी तरह हमआहंग है।

Allah ki taraf se apne bando ke liye zindagi guzarne ka jo tareeqa mutaiyyan kiya gaya hai usko “Shariat” kahte hain, Shariat-e-Ilahi apni aakhir aur mukammal Soorat mein paighambar-e-Islam janab Mohammad rasool Allah SAW par nazil ki gayi, Shariat ke baaz ahkaam wo hain jinme buniyadi usool-w-maqasid ki wazahat kardi gai hai, juziyat-w-tafseelat ko zyada wazeh nahi kiya gaya hai, jaise maali mamlaat aur siyasi masail, read more get zamane ki tabdiliyon ke lihaz se ahkaam ko muntabik kiya ja sake, jab ke zindagi ke baaz masail woh hain jinme baaz maqasid bhi bayan kar diye gaye hain aur uski amali shakl ko bhi zyada se zyada wazeh karne ki koshish ki gayi hai, yeh hai ibadaat aur khandani zindagi ke masail.

शरीयत के संबंध में हमें अल्लाह को जवाब देना होगा

हज़रत मौलाना सय्यद शाह मिन्नतुल्लाह रहमानी रह०

इस दीन को दुनिया में पेश करने वाले अम्बिया

हिंदुस्तान में मुसलमानों के ईमान के बचाव और शरीयत-ए-इस्लामी की सुरक्षा में उलेमा का मुख्य रोल रहा है। उन्होंने देश में ईसाई मिशनरी की, तहरीके इरतेदाद की, (मुस्लिमों का इस्लाम से फिर जाना) मुक़ाबला किया, उन्होंने आर्य समाज की तरफ से मुसलमानों में हिंदू मत का प्रचार और इरतेदादी प्रयासों का प्रभावी ढंग से मुकाबला किया है। उन्होंने फ़ितना-ए-इंकार-ए-हदीस का इस्तेसाल किया है। मुस्तशरिकीन (नास्तिक) का प्रमाणिक उत्तर दिया है दीनी मदारिस के जरिए मुस्लिम समाज को दीन से जोड़े रखने के लिए मुख्य कार्य किए हैं। इस दौर में जो नए शरई मसाइल पैदा हुए हैं उन्हें सामूहिक एवं व्यक्तिगत प्रयासों के जरिए हल किया है, और हल कर रहे हैं। दीन की शिक्षा, आधुनिक शिक्षा मानवता की सेवा, मुसलमानों की शिराजशबंदी एवं उनके विभिन्न कार्यों के लिए मुसलमानों को जोड़कर अनगिनत संस्थाओं की स्थापना की है। उर्दू भाषा की नौकरी एवं आर्थिक लाभ से संबंध ना रहने के बावजूद मुसलमानों के मध्य राब्ता की हैसियत से उसकी रक्षा की है। और बहुत सी ईल्मी दीनी तनज़ीमी बल्कि एक सीमा तक राजनीतिक सेवाएं भी कर रहे हैं।

हमारी इस्लामी शरीयत केवल इबादात ही नहीं, बल्कि मामलात (लेनदेन) और अख़लाक़ (व्यवहार) तक फैली हुई है। इसमें पति-पत्नी के बीच निकाह होने फिर उनके मध्य एक दूसरे के अधिकार होने के निर्देशों, माता- पिता एवं संतान के मध्य एक दूसरे के अधिकार, धन प्राप्ति और उनके लेनदेन के मामलात पुनः मृत्यु के पश्चात तरका के बँटवारे के निर्देशों एवं इस प्रकार के बहुत से दूसरे मामलात शामिल हैं। इन सब में शरीयत के निर्देशों को देखना होता है, एवं इस पर कार्यरत होना आवश्यक होता है। एक ओर तो इन सब निर्देशों पर कार्यरत होना फिर इस बात की चिंता करना कि इन मामलात में कोई बदलाव और रुकावट आती है तो उसको दूर करना है। और संविधान के दिए हुए अधिकार की आधार पर उसको ऐसा करने का अधिकार भी प्राप्त है।

(अध्यक्ष अॉल इंडिया मुस्लिम पर्सनल लॉ बोर्ड)

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *